Thursday, March 31, 2005

Intzaar...

Intzaar shayad mohabat ka nazeeb hai...
Lekin jab mohabat intzaar karti hai...
Samay tham jata...
zamane ruk jati...
Mohabat ziddi hai..
Aakri saas... aakri dhadkan.... aakri pal tak intzaar kar sakti ...
aur kabhi kabhi...
uske baad bhi...

No comments: